|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
murda chehra
hasi chipkaayi surkhi bhi laga ke dekhi kajal me chipa di ankhen kabhi julfo ko bikehra
har cheez aazma li maine iske liye tona totka bhi kiya par kuch bhi kaam na ayaa
jaane kis baat ka maataam kar raha hai yeh chehra jo jinda nahi lagta........
----ritu saroha----
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|