|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
khwab
jaane din dekha tha ke raat dekha tha bas yun yaad aata hai maine ek khwab dekha tha
bikhra tha mujhpe surkh rang saje the hath mehndi se haar bhi tha shringar bhi chan chan chanakti thi payal jaise shehnai ho gunj rahi mandap bhi saja tha hawan kund bhi taiyar tha
jaane kya hua fir pal me sab kuch dhdhak ke jal gaya cheekhe bhi thi pukar bhi na tu tha aya lene mujhe na mautt hi aayi thi
main chounk ke uth gayi dil me so sawal liye hotho pe dua "yeh sach na ho yeh sach na ho"
ritu saroha
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|